Thursday, 11 October 2012

kyun khuda maine usse itni mohobbat ki


chand sitaron ki na humne kwahish ki,

na hi koi aarzu kabhi iss dil main jagne di,

na chaha maine kisi ko iss kadar ,

ki chahat main bhula dun main khud ko bhi,

per phir na jane kyun dil ne usse apna bna liya,

kyun humne khud ko tumme hi smma liya,

kyun chahne lage hum unko iss kadar,

ki pyaar main ab juda hone se bhi lagta hai darr,

per judai main bhi ek alag hi nasha hai,

tabhi to humme pta lga ki tu hi mera khuda hai

kyun khuda maine mohobbat ki itni shidadt se

judai milli , aansu mille ,per eisa lga jaise mujhe meri sari khudai milli,

fanha hona chahun main tujhme,

kyun eh khuda maine usse itni mohobbat ki 

No comments:

Post a Comment